About 500 year's back A man named Amara put the base of Amarpura village.
As Amarpura was a small unit of Chittorgarh(Chitragand morya ->Chitracut ->Chittorgarh) rehasat and considered in the circumference of chittorgarh rehasat.
At that time many types of taxes were taken by Bijaipur Jamindar who came under Chittorgarh rahasat. At present also people of 52 villages those comes under bijaipur rehasat consider Narendra shing rav as their local king.
There are some old shilalekh's present like at Bus stand, near the tample.
Lagbhag 15 sal(year) pahale log apna dugdha bachane bijaipur jate the. san 1988 ke aaspaas Chittorgarh ki saras dairy se sampark judne ki vajah se dono time dugdha bachane ki samsya khatam ho gayi .Logo ko isme fayda mahsus hone se unhone pashuu(janvar-gaay,bheis) ki dekharekha achi karne lage.Isi tarah dhire-dhire dugdha ka utpaadan bhi badne laga.2011 ke ant(aakhir) mai 'Rastriya krishi vikas yojana' ke antargat bulk kular(dugda thanda karne ki mashine) mai mili jiski capacity 2300 liter hai.Vartmaan mai 2000 liter daily dugdha ka sankalan hota hai,dugdha datao ko bhi dugdha ki uchit rate milti hai tatha log khush hai.Milk rates(in Rs) according to Fat and CLR | ||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||
| ||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||
Milk rates(in Rs) of some previous years
|
Yaha par typical(vishiShT) village Culture hai.
Mahilae -> gagra , lugda aur
Purush -> dhoti , kurta , pagadi.
Nojavan -> jince , toujer ie parmparic aur aadhunikata kaa mishran.
Naata prathaa, Bahu vivah, Balvivah, Martiyubhoj, Choti-Moti samsyao ka nivaran panchparmeshawar dhawara kiya jata hai.